MEDIA - Kaise Aayaat Karein
[March 2019] WazzapMigrator Extractor is now available! Check it out from this page, it will extract all your medias in one click
WazzapMigrator iss WhatsApp media ko bhi le jaane me madad karta hai Sandesho, chitro, videos, Samparko, GPS Sthitiyon, voice notes ke alawa.
You need Full version of WazzapMigrator Aapki media ko import karne ke liye. Uske baad Aapko apne iPhone se ye Media folder copy karna hai. Theek usi tarah jaise aapne ChatStorage.sqlite ko copy kiya tha (Windows or Mac instructions).
Aapko isey aapke Android device ke WazzapMigrator folder me rakhna hai. Aap isey PC se Android me copy kar sakte hai (with Android File Transfer for Mac or Kies for PC/Mac) Ya isey kisi aur tarah se bhi transfer kar sakte hai jaise(Dropbox, Google Drive, Aadi).
Aur gaur kare ki media foder ke andar Sthit Pratyek subfolders me"@" hona chahiye, Kyonki kuch itunes backup extractors "_" (underscore) ko "@" me badal dete hai.
Kripaya Gaur kare ki Aapne pehle se hi apne messages ko Sthanantrit kar diya hai toh Aapko fir se poora migration karna hoga kyonki Whatsapp ko nayi media jo ki aapki imported charcha me niheet hai, ke bare me Soochit kiya jana Aawashyak hai.
Aap kisi doosre Media folder ko iss prakar chun sakte hai: